Tera Naam Khwaja Moinuddeen

Tera Naam Khwaja Moinuddeen Tu Rasool E Paak ﷺ Ki Aal Hai Teri Shaan Khwaja E Khwajgaa(n) Tujhe Be-kaso Ka Khayal Hain Mera Khwaja Ata E Rasool ﷺ Hain Wo Bahaar E Chisht Ka Phool Hain Wo Bahaar E Gulshan E Fatima Chaman E Ali Ka Nihaal Hain Main Gada E Khwaja E Chisht Hu

Read More

Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam

Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e AazamFaqeeron Ke Haajat Rawaa Gaus e AazamGhira Hai Balaaoñ Meiñ Bandaa TumharaMadad Ke Liye Aao Ya Gaus E AazamTere Haath Meiñ Haath Maine Diya HaiTere Haath Hai Laaj Ya Gaus E AzamMureedoñ Ko Khatra Nahiñ Behre Gam SeKe Bede Ke Haiñ Naakhuda Gaus E AzamTumheeñ Dukh Suno Apne Aafat

Read More

Meem E Madina Marehra Ki Qismat Hai

Meem E Madina Marehra Ki Qismat HaiIss Ghumbad Ko Uss Ghumbad Se Nisbat HaiKhali Jholi Le Kar Mangta Aaye HainHazrat E Qasim Ki Jaanib Se Daawat HaiYaha Se Jo Khaali Lauta Khali Hi RahaHan Han Aisa Saksh Bada Bad-Qismat HaiDekho Ye Kaisa Noorani Chehra HaiMurshid Ka Deedar Bhi Ek Ibadat HaiUnke Murshid Unke Upar Naaz

Read More

Muravvato ke Jameel Paykar Rafeeq E Millat Najeeb Hayder

Muravvato ke Jameel PaykarRafeeq E Millat Najeeb HayderInayaton Ke Sarapa Khu-garRafeeq E Millat Najeeb HayderAmanato Ke Sharafato Ke Najaabato Aur Fazeelato KeLuta Rahe Hain Haseen GouharRafeeq E Millat Najeeb HayderIsharatein Inki Pyari PyariHiqayatein Inki Nyari NyariBalahaton Ke Daraksha(n) AkhtarRafeeq E Millat Najeeb HayderNawazishe Inki Be-MisaaliYe Bhar Hi Dete Hain Kaasa KhaliHain Be-Nawao Ke Aap YaavarRafeeq E

Read More