Ay shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam
zeenat-e arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam

rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay
rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam

sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,
keh raha he har sitara assalat-o-wassalam
keh raha he har sitara assalat-o-wassalam
ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arshe-e mu'alla, assalat-o-wassalam

mu'mino padhthay raho tum apnay aqa par durood
he farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam
he farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam
ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arshe mu'alla, assalat-o-wassalam

mein woh sunni hu jamil-e qadri marnay ke ba'd
mayra laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam
zeenat-e-arshe mu'allah, assalat-o-wassalam

jab firishtay qabr mein jalwa dhikha-e aap ka
ho zabban par pyaare aqa, assalat-o-wassalam,
TO DOWNLOAD AUDIO CLICK HERE
Note: To Download any one of the following Hamd-o-Sana, please "Right Click" and then click on "Save Target As...". You can listen these Files by RealPlayer/VLC Player

2 comments:
ASSALAMU ALAIKUM
SUBHANALLAH VERY PRECIOUS
MAY ALLAH SUBHANAHU TALA AND KAINATH KI NABI MOHAMMED SALLALAHU ALAIHI WASALLAM BLESS ALL OF THEM WHO HAVE CONTRIBUTED TO THIS SITE AAMEEN
AM
subhanallah
Post a Comment